This is default featured slide 1 title

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam. blogger theme by Premiumblogtemplates.com

This is default featured slide 2 title

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam. blogger theme by Premiumblogtemplates.com

This is default featured slide 3 title

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam. blogger theme by Premiumblogtemplates.com

This is default featured slide 4 title

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam. blogger theme by Premiumblogtemplates.com

This is default featured slide 5 title

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam. blogger theme by Premiumblogtemplates.com

Sunday 26 June 2016

Bas Ek Baar Lyrics in Fever















(Arijit Singh Begins)

Tum kaho toh mar mitenge,
Bas kaho, bas haan kaho
Meri saansein, ginn rahi hain
Pal do pal, bas pal do pal
Tum na ho agar, toh kaisa safar

(Instrumental Break)

Bas ek baar, dekh loon tumhe
Bas ek baar, choom loon tumhe
Saansein na rahe, yaadein na rahe

Iss pyaar mein, apna sab mar mita
Jo kuch huya, dil ka kasoor tha
Tera manzar, mera jahaan
Toh jhootha hi sahi, bas ek baar pyaar kar le

(Instrumental Break)

Bas ek baar, dhoond loon tumhe
Bas ek baar, keh doon tumhe
Saansein na rahein, yaadein na rahein
Saansein na rahein, yaadein na rahein

Bas ek baar, dekh loon tumhe
Bas ek baar, bas ek baar
Saansein na rahein, yaadein na rahein

Thursday 2 June 2016

BANJARA LYRICS (Jaise Banjare Ko Ghar) – Ek Villain Song

                           Banjaara - Ek Villain


Banjaara Lyrics

Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai
Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm…
Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe phir se woh sikha raha
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey,
Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai iraada tera
Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar…
Jaise banjare ko ghar….

BHULA DENA LYRICS – Aashiqui 2 | Mustafa Zahid

                                       


Music Label: T-Series

Bhula Dena Lyrics

Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Safar yeh tera, yeh raasta tera
Tujhe jeena hai.. mere bina
Ho teri saari shoharatein
Hai yeh duaa..
Tujhi pe saari rehamatein
Hai yeh duaa..
Tujhe jeena hai mere bina
Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Tu hi hai kinaara tera
Tu hi to sahaara tera
Tu hi hai taraana kal ka
Tu hi to fasaana kal ka
Khud pe yaqeen tu karna
Ban.na tu apna khuda… (x2)
Khizaan ki shaam hoon main (khiza: Autumn)
Tu hai nayi subah
Tujhe jeena hai mere bina
Tujhe jeena hai mere bina
Khilengi jahaan.. bahaarein sabhi
Mujhe tu wahaan.. paayega
Rahengi jahaan.. humaari wafa
Mujhe tu wahaan.. paayega
Milunga main iss tarah, waada raha
Rahunga sang main sada, waada raha
Tujhe jeena hai mere bina!
Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Tujhe jeena hai, haan mere bina

Powered by Blogger.

Popular Posts

Text

Music world © 2013 Published By Gooyaabi Templates Supported by Best Blogger Templates and Premium Blog Templates