Monday 2 May 2016

Zaroori Tha Lyrics – Back 2 Love (2014)



lyricsol post image
Zaroori Tha Lyrics : Zaroori Tha song from album Back 2 Love (2014) is sung by Rahat Fateh Ali Khan while music is composed by Sahir Ali Bagga, while lyrics are written by Khalil-ur-Rehman Qamar.
Song: Zaroori Tha
Album: Back 2 Love (2014)
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan
Music: Sahir Ali Bagga
Lyricist(s): Khalil-ur-Rehman Qamar
Cast: Gauhar Khan & Kushal Tandon
Music Label: Universal

Zaroori Tha Song Lyrics

Laffz kitne hi tere pairo se lipthe honge
Tune jab akhiri kat mera jalaya hoga
Tune jab phool, kithabo se nikale honge
Dene wala bhi tuje yad toh aya hoga
Teri ankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaruri tha
Mohabat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaf e arzoo karthe
Magar phir arzuon ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri ankon ke dariya ka
Utarna bi zaruri tha
Batao yad hai tumko
Wo jab dil ko churaya tha
Churai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha
Wo jab kehte thhe
Mera nam tum tasbih mein padte ho
Mohabat ki Namaso ko
Kara karne se darte ho
Magar ab yad aatha hai
Woh bathen thi mahas batein
Kahin bathon hi baathon mein
Mukarna bhi zaruri tha
Teri ankhon ke dariya ka
Utharna bhi zaroori tha
Wohi hai sooraten apni
Wohi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya huaa hoon main
Magar tum bhi kahi gum ho
Mohabat mein daga ki thi
So kafir the so kafir hain
Mili hain manzilen phir bhi
Musafir thhe, musafir hain
Tere dil ke nikale hum
Kahan batke, kahan pahoonche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaruri tha
Mohabat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaf e arzoo karthe
Magar phir arzuon ka
Bikharna bhi zaruri tha
Teri ankhon ke dariya ka
Utharna bhi zaroori tha

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Popular Posts

Text

Music world © 2013 Published By Gooyaabi Templates Supported by Best Blogger Templates and Premium Blog Templates